Recent Posts

Google Tez, BHIM ya PhonePE se kaun sabse accha UPI payment app hai janye.

Bharat ki mobile bhuktan prakriya ma ek aur app samil ho gaya hai, bharatdigital bhugtan prakriya ke ek naya vikalp ke roop ma googledwara mobile app Tez launch kiya gaya hai.
Google Tez
Google Tez
5 cash app for earn money,5 सर्वोत्तम एंड्रॉइड फोन के ऐप्स से पैसे कमा सकते हैं।

 Yeh toh bazaar ma pahle se hi hai Paytm aur Mobikwik jaise kai e-wallet aur sewaw maujud hai lekin google ne apne app se kuch khash pashkiya hai.
Lekin philal yeh UPI app se jyada nahi hai, isme recharge feature hai lekin prasn yah hai ki jab bhi hamare pass BHIM hai too aur UPI appki awosakta kya hai ? Isliye hamne inn 3 apps ki ek sachipt tulna ki hai aur in sabhi apps ma se kaun sa app bharat upbhektawo ke liye jyada useful hai.
UPI se pahle market mai 2 prakar ke mobile payment apps hote tha E-mobile adharit bhugtan app ya mobile banking bhugtan app. Lekin 1 app jisne UPI ko lekpriya bana diya tha, wah BHIM app hi tha.
Philal BHIM ke chunawti dono ke liye 1 aur lokpriya app PhonePe hai. Dono app GOOGLE PLAY STORE PAR 10 million se adhik bar download kiya ja chukka hai. Wahi Tez is pratiyogita ma naya magar damdar hi, jo akarsik gift offer karta hai.


BHIM  
BHIM puri tarah UPI adharit app hai jo apko account se account ke bich nagad transfer ki subhida deta hai arthat ap ek bank account se dusre bank account mai ap app ke dwara apne paise ko surakchit aur teji se transfer kar sakta hai. BHIM app philal 12 language ka samarthan karta hai. Nai update ke baad yah kull 12 language ma uplabdh hai English, hindi, malyalam tamil, telgu, Marathi, Guajarati, Punjabi, kanand, bengoli, assami aur odiya.
PhonePe
UPI adharit app ki suchi ma agla app hai PhonePe, jo ki account se account transfer ke sath-sath mobile wallet ki subhida bhi deta hai, arthat ap is app ke dwara Paytm ki hi tarah 1 mobile wallet ka istemal apni kharidari ke liye kar sakte hai. 1 wisesta jo isse BHIM se alag banati hai wah hai iski puruskar yojna jab bhi ap apne PhonePe app se kisi naye upyog karne wala app prayog karane ma safal hota hai to Phonepe ki aur se kuch gift rasi dene upyogkartawo kop rapt hoti hai halaki yah gift rasi apke bank account ma jane ke wajah apke PhonePe mobile wallet ma jata hai jiska istemal ap wallet dwara kharch karne par hi kar sakte hai. 
Tez
Tez bilkul bhi 1 wallet app nahi hai BHIM aur PhonePe ki tarah tej bhi 1 UPI adharit digital bhugtan pranali hai. Isme 1 wisesta hai jo isse BHIM aur PhonePe app se alag banati hai aur wah yah hai ki iske gift yojna ki tahat milne wali rasi kisi wallet ma na jakar seedhe apke bank account ma rupyo ke rupee mai jama ho jati hai, arthat jab bhi ap apne tez app se kisi naye upyogkartawo ko app prayog karane ma safal hote hai to Tez ki aur se kuch gift rasi dena upyogkartawo kop rapt hoti hai yah gift rasi apke bank account me seedhe transfer ki jati hai jiska istemal ap kisi bhi roop mai kar sakte hai.
Note>
gudhanbarla@okhdfcbank ,{ u2e89b} this is my google tej app  UPI address:number, coopen lene ke liye iss par 150 rupees send kijiye or screch coopn earn kijiye aapki payment saath ke saath vapis bhej di jayegi
HAMARA NAJARYA
Upyogkartawo ki jarurat aur anubhaw ke adhar par ham kah sakte hai ki samanya upyogkartawon ke liye in tino mai se Tez app sabse upyogi hai, jiske baad  BHIM aur akhir pe PhonePe hoga. Sabhi upyogkartawon ke liye surakhchit bhugtan ke sath-sath gift rasi mahatwapurn hota hai aise ma gift rasi bina kisi lapat ke sidhe bank account ma aya to phir kahe to kya, yeh bishastaye hi Tez se sabse upyogi banati hai, halanki app mai kuch sudhar hone ki gunjayis baki hai.
Google Tez, BHIM ya PhonePE se kaun sabse accha UPI payment app hai janye. Google Tez, BHIM ya PhonePE se kaun sabse accha UPI payment app hai janye. Reviewed by hindi gayan on November 02, 2018 Rating: 5

2 comments:

Thankyou

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3)

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3) : व्यवसाय (Branding) बायोटेक क्षेत्र ...

Home Ads

Powered by Blogger.