Recent Posts

online paise kaise kamaye?Blog se paise kaise kamaye ? In Hindi…

Kya ap apni blog se paise kamana chahate ho? Online paise kamane ke liye Blogging sabse assan tarika hai kyonki ap bina kuch invest kiye hi ap ek blog bana sakte hai. Aur isse ap dhero paise kama sakte hai.

Blog se paise kaise kamaye ? In Hindi…
Blog se paise kaise kamaye ? In Hindi…



Lekin aj  mai apko apne blog se earning kaise kare is bare me bataonga. Jo ki har naye blogger ke liye bahut hi jaruri hai. Agar ap unn me se ek hai jo apne blog se paise kamana chahate hai to ap is post ko achi taraha se padhe. Ap ko iss article ko padh ke bahut saree jankariya mil sakte hai jo naye blogger k liye jaruri hota hai.
Jab ap blog banate ho aur ap Blogging start karte ho to apke blog par karib 20 post hone ke baad ap apne blog se paise kamane ki soch sakte hai lekin usske liye apke blog par traffic achi honi chaiye.Kyon ki kam traffic me apki income bahut hi kam aur na ke barabar hogi. Isliye jab apki blog par achi traffic ho tabhi ap apne blog se paise kamane ki soch sakte hai.
Blog se paise kamane ke bahut se tarike hai jaise ki, advertisement, affiliate marketing, referral adi. Har blogger apni blog par alag-alag tarike se online paise kamane ki sochte hai. Agay mai apko blog se paise kamane ke kuch jaruri baata bata raha hu aur ye tarike jyadatar blogger apne se paise kamane ke liye chalate hai.
·        Blog se paise kaise kamaye ?
Har blogger ko apne blog se earning ke liye alag-alag tarike use karne padteha kyonki sirf ek hi tarike se ap apne blog se jyada earning nahi bhi kar sakte hai.
Blogging se paise kamane k bahut se tarike hai jisme se kuch assan tarike main apko is article par batawonga.To chaliye suru karte hai !
# Affiliate Marketing
Blog se paise kamane k liye affiliate marketing sabse accha tarika hai. Affiliate marketing par apko kisi ki saaman ko bechna padta hai. Suppose apne Filipkart, Amazon, site par affiliate program join kiya hai.
To ab ap Amazon ya Flipkart k saaman ko bechna hoga jisme apko,ap jis samanko bechte  hai ussi hisab se  apko commission milti hai.Jaise manlo ap apne blog par agar health k bare mai jankari share karte ho to ap Flipkart aur Amazon sites se Health related products ko sell karke apni blog se achi earning kar sakte hai.
Affiliate marketing me ap ek hi din me 1$ se 1000$ bhi kama sakte hai lekin uss k liye apke blog par acchi traffic honi chaiye.

# Google Adsense
Affiliate marketing ke baad Google Adsense ek bahut hi badhiya tarika hai apne blog se paise kamane ke liye.Kyonki AdSense ek aisi company hai jo apko PPC (Pay Per Cost) ke paise deta hai.
Too naye bloggers or jyadatar hindi bloggers ko adsense hi sabse badiya tarika mana jata hai blog se paise kamane ke liye. .

# Adsense Alternative
Aur agar apki adsense account disapproved ho to ap adsense ke alawa bhi ap chitika,infolinks,bidvertiser  jaise site se bhi aap apni blog se paise kama sakte hai aur jo apko Google AdSense ki taraha hi ads denge aur apko pay per click aur impression ke hisab se paise deti hai.
Ye baat bhi sach hai ki ye adsense ki jitni paise nahi deti hai lekin adsense alternative par new blog ki account bhi bahut hi asani se  approved hoti hai aur ap blog starting day se hi ap inke ads lagakar apne blog se paise kama sakte hai.

# Sell own product
Blog se paise kamane k liye ye bhi ek bahut hi badiya tarika hai ap local product yani apka apna product ya fir ap pehele buy kare fir uss k baad usse apne blog ke jariye apne visitors ko ap uss product ko sell kare.
Ya fir agar apko writing ki hobby hai to ap kisi bhi topic ke upar E-Book banakar usse apne blog par sell karke bhi ap apni website se earning kar sakte ho.
Jaise manlo ap SEO expert hai ya fir ap cooking ke bare me bahut achi taraha se jante ho to aap cooking, SEO ya koi aur aisi topic jisme apko achi jankariye ho ap uss topic par pehele kuch panno me articles likhe aur kisi online tools ki  madad se usse E-book create kare aur fir ap uss E-book ko apni website par sell kare.

# Start a own service
Blog se paise  kamane k liye ap apna khod ka service start kar sakte hai. Matlab maan lo ki apko blog design ya fir template ki coding achi se ati hai ya ap khod he naye themes bana sakte ho aur unn themes ko ap kisi blogger or kisi template ki website par apni theme ko sell kar sakte hai.
Ya fir agar apko Android Application bana sakte ho to ap ye service bhi start kar sakte hai aur  iss par apko dusre ke liye apps banana hoga jisse bhi apko achi paise milenge.
Ya fir ap koi aisi service start kare jisme ap expert hai aur apki work se dusro ko bhi help ho ap aisi hi ek service start kare apne blog ke jariye aur online internet se paisa kamaye.
# Important note-
 Agur apko mera aricle padh k accha laga ho ya fir apko kuch jaruri jankariya mil gaya ho too ap please iss article ko follow aur share kare.

online paise kaise kamaye?Blog se paise kaise kamaye ? In Hindi… online paise kaise kamaye?Blog se paise kaise kamaye ? In Hindi… Reviewed by hindi gayan on December 19, 2018 Rating: 5

No comments:

Thankyou

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3)

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3) : व्यवसाय (Branding) बायोटेक क्षेत्र ...

Home Ads

Powered by Blogger.