Recent Posts

youtube seo tools & tips 2018,seo for youtube channel.

Hello guyz मेरे ब्लॉग में आपका स्वागत है hindigayan.online.Today I will say you about youtube SEO tips wo bhi hindi mai.


youtube seo tools
youtube seo tools

Youtube SEO Tips: Video par views badhane ke 5 solid tips and tricks.
Dosto aj mai apko Youtube ke bare mai batawonga aur youtube SEO tips apke sath share karonga jiske dwara ap videos ke view badha sakte hai. Apko youtube ke bare mai pata hi hoga. Youtube world ka 2nd biggest search engine hai aur youtube par rojana 30 million ya usse bhi jyada log vist karte hai. Aur youtube ke madad se ap income bhi kama  sakte hai.


Youtube SEO tips how to rank youtube videos in hindi.
Too ab ap ready ho jaye kyonke is article me mai apko  youtube SEO ke sari ultimate guide share karunga jiske bre me ap jarur pata lagana chahte hai.Ab mai apko ste by step batawonga ki apko kya karna hai-

Step#1. Find youtube video keyword


Youtube video ko google ke first page par lane ke liye apko KEYWORD try karna hoga. Jab bhi ap koi bhi video create karne ka soch rahe hai too sabse pahle ap yah dekhe ki ap jo video par kam kar rahe hai uss video topic hai ki nahi.Agar nahi hai to apka jabhi bhi apka keyword search hoga too apka sabse pehle show kare iska matlab yah hai ki apke video par jya views aa sakta hai.Agar apke video ka topic search karne par ataa hai too apke video par adhik video nahi aa sakte hai.Isse liye apko pehle apna video ka keyword search kare.
Kis video par ap kam karna chahenge?
# PRANK
# WEB HOSTING REVIEW
# MOBILE PHONE APPS
# HEALTH AND FITNESS
# WWE
Yah kuch topic hai jispar ap video banakar ap acche income kama sakte hai.
google tez app tips and tricks

Step#2. How to find youtube keywords in hindi ?


For example: Supose ap koi keyword  search kar rahe hai “google tez”  google mai tab google search me 1 pop up khulta hai jo apko recommend kart a hai hai kuch keyword. Thik ussi tarah apko apna video ka tittle search karna hoga.

Waise too online mai bahut sare search enginemil sakta hai jaise ki GOOGLE SERCH, Keywordtool.io,Keyword Planner ya fir youtube search adi. Too ap  apne video ke liye accha sa title chun lijeye jo high search hote hai.

Step#3. Create your awesome video.

Youtube mai sabse jaruri chij video hi hota hai. Kyonki ham joy a article pad rahe hai kyon ki ham video ka rating badhane ke liye hi pad rahe hai. Apni video ko kam se ka 3-5 minute tak banana aur logo ko jyada mt pakana aur jaruri jankariya hi dena.

VIDEO TITLE


online shopping offers today cashkaro.com in hindi,


Most important factor youtube SEO vide ke liye kyon ki jab bhi koi visitor youtube par kuch search karta hai jo suru mai visitor ka najar tittle ke aur hi jata hai agar apke tittle mai visitor ko kuck lagega to wo apka video ko click karega.
Too ap kya kariye jab bhi ap video uploadkare too ap accha sa title likhe aur title ko jyada lamba na lekhe.

Advertising website company in hindi,

VIDEO DESCRIPTIO


Youtube video description bhi bahut jaruri hai kyonki Google aur Youtube abhi sahi se video ko nahi padte hai wo apke tittle aur description par jyada dhyan deteha.
·         Sabse pehle ap apke description par apna website ka link lagaiye yah help karegi apki site par topic lane ma aur apko accha CTR bhi milega
  • ·         Apne keyword ko kam se kam 25  word ke andar dale
  • ·         Apne description mai 200 se 300 word dale
  • ·         Apne keyword 3-4 baar use kare
  • Yah description google aur youtube ko help karegi ki yah video kya hai
  • TAGS
  • Tags utna important nahi ha par dekha jaye too tag important hai video rank karane ke liye. Jab bhi ap video use karte ha too ap tags ka istemal kar sakte hai ap apne video se releated tag use kar sakte hai ap apne tag box mai.
    Targeted tags sirf apke video ka rank karneme help karega balke koi youtube parvideo search karega too search area ma apka video  ka tag dikhai dene lagega.
  • Step#4. Change video file name before upload.
  • Yah ek bahut hi jaruri chij ha jo ham sabhi bhul jate ha. Jab bhi ap video create karte ha too ap video ka name k uch is prakar se hota ha m00000.avi, video.232 mp4 adi.

    Jo ki native SEO ha apke video ke liye. Too karna kya hai? Jab bhi ap video banate hai too ap video banana ke baad uss video file ka name kar dijeye.
  • Step#5. Share your video on all social media platform.
  •  Ap apke video ko jitni jagah share kar sakte ha utni jagah jarur share kare. Isse madad se ap apne video par like, comment, views aur subscriber bahut sare aur bahut acche se pa sakte hai.
  • Aur sabse jaruri bat agar apko mera article accha laga too please ise share aur subscribe kare.

    5 cash app for earn money,5 सर्वोत्तम एंड्रॉइड फोन के ऐप्स से पैसे कमा सकते हैं
    Aur mere video ko dekhne ke liye CHANNEL LINK par click kijeya aur isse subscribe karna mat bhuliye ga.
youtube seo tools & tips 2018,seo for youtube channel. youtube seo tools & tips 2018,seo for youtube channel. Reviewed by hindi gayan on December 07, 2018 Rating: 5

6 comments:

Thankyou

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3)

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3) : व्यवसाय (Branding) बायोटेक क्षेत्र ...

Home Ads

Powered by Blogger.