Recent Posts

Android app kaise banaye, usse paise kaise kamaye how ? | hindi gayan

Jihan dosto aj ke modern yug me technology ko bahut aage uppar ki aur badhte hue dekh kar hame bhi kuch karne ka maan kar raha hai agar aisa hai to aaj mai aapko dhamakedar tarika batane ja raha hu paisa kamane k liye aap log soch rahe honge ki mai to kuch nahi janta, phir kaise paise kamaunga. 

Brain+tech = money
Money

Aj mai aapko android app banane ka tarika bhi bataunga. Android app ko Google Play store par kaise dalte hai, aur uss se paisa kaise kama sakte hai, aapne android app se jyada se jyada paisa kamane k secret tareke, aapne app se kin-kin tarike se aap paise kama sakte hai puri jankari k sath mai aapko batane ja raha huu. 


Yes I can do it
Yes I can do it
Kya aapne kabhi bhi socha ya engineering kiya tha kiya nahi phir bhi wo itna aage kaise cahala gaya. Jo aj ke jamame me engineer ek simple, alag folder nahi banate  hai. Bina engineering kiye app ko creat kar diya jara socho aur dimag par jod dalo aagar wo app bana sakta to mai kyu nahi. Bus aapko jaruratmand rastoo par chalne ki aur koi acche insan ki follow karne ki aise mai accha insan hu ya nahi ye to pata nahi mujhe. 

Lekin meri har koshis rahti hai ki aapko har samay kuch naya sikhau aur  appko acche banau , aise aapko bahut sare admi mil jayenge jo app banate hai, Lekin uss se sikh kar ke aap wahi karenge jo aapko usne bataya hoga lekin aap(Anytechinfo.com) par aapko app banana nahi sikhaya jayega, ya fir coding karna nahi sikhaya jayegi. Aapko mai bus chota sa kuch bataunga jisse aap bina coding aur apne anusar kuch naya app bana sakte hai.
Keylogger kya hai ?

Philhal to mai mudde par chalta hu. To aaj mai aapko jo bata raha hu  uss se aap acche se follow karre. Aise to aapne dekha hi hoga, aapko kai sare blogger mil jayenge jo apne aap se hajaro-lakho kama rahe hai. Sabse pahle mai aapko ye sikha du ki akhir android app kaise aur kaha se bante hai. Android app bhi ek website se hi banai jaati hai wo bhi bina kisi coding ke.

Ya steps ko follow kare -

Step 1 : 

Sabse pahle to aap appsgeyser ke website par jaye waha jaisa-jaisa aapko batata hai usse apko follow karke android app bana lijiye app bana bahut hi aasan hai agar koi problem aaye to aap hame comment me bata sakte hai.

Step 2 :

Jab aapka android app ban jaye to usse aap apne computer me download kar lejiye. Usske baad ab mai mudde par chalta hu jisme hum sikhenge ki android app ko Google Play Store me upload karna gai. Ab maan late hai ki aapne Google Play Store par aapne apna app dal diya hai. Ab baat aati hai kisse usse paise kamane ki. To iske liye aapke app ke kuch requirement hai jissko aapko pura karna hai. Usske baad he aap isme add lagakar paise kama sakte hai.

Important issko apne dimag me yaad rakhe.

Ek baat ka dhyan rahe, agar aapke app ko 1000 bar download kiya gaya ho, agar nahi kiya ho to aap apne android app se paisa kamane ke bare me soche bhi mat.Agar aapko paise kamane ho to aapko pahle 1000 download karwane padenge. To
ab aapko karna kya hai ki aapko jaldi se aapne app ko promote karna hai taki uss app ka 1000 download puree ho jaye jisse aap paise kama sakte hai.

Mai  aapko suggest karna chahunga, agar aapke pass thode-bahut paise hai to aap App Developer se hi aap, app banaye taki waha se aapka app manchahe hisab se banega.


Admob
Admob
Aapko yeh bhi yad rakhna hoga ki jayadatar App Developer "Admob" ko use karte hai. Ji ha dosto ye bhi "Adsense" ki tarah hi hai bus thoda hatke hai ispar bhi  "Cost Per Click" ke hisab se paise milte hai. To agar aapko paise kamane hai to aapko Admob approval hona padega.

Agar aapke app lo 1000 customer ne download kar liya ho to aapko Admob ke liye apply kar de. Ek bat ka dhyan rakhe Admob pe apply karne se pahle aapke pass genuine Google Adsense account rahna jaruri hai. Agar aapka Google Adsense acount hai to aapko Admob par approval mil jayega.
Samsung galaxy c7 pro reviews.

Agar aapko iss article padh ke kuch idea mil gaya ho to aap mujhe bhi share kar sakte hai comment ke jariye ya phir aapke dimag me kuch sawal paide hote hai to aap mujhe bata sakte hai. Agar ye article accha laga to ise aapne dosto ke sath jarur share karna taki usse bhi pata chale aur wo aapki madad se paise kama sakee aur akhir mai hum logo ko jarur follow kare kyonki aisay hi important article mai apke sath share karta hoon.






Android app kaise banaye, usse paise kaise kamaye how ? | hindi gayan Android app kaise banaye, usse paise kaise kamaye how ? | hindi gayan Reviewed by hindi gayan on March 03, 2019 Rating: 5

No comments:

Thankyou

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3)

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3) : व्यवसाय (Branding) बायोटेक क्षेत्र ...

Home Ads

Powered by Blogger.