Kya aap jante hai ki blogging se paise kamane ki best tarike ? Ek blogger kin-kin tariko ko use karke paise kamate hai ? Maximum earning kin tariko se hota hai ? Toh aap inn sawalo ka jawab paney ke liye sahi jagah par aye hai. Aj mai aap sabko batane wala hoon, best tarike jin se aap online earning kar sakte hai aur iss post ko dhyan se padhe kyonki agar aap kuch tips par nahi dhyan denga toh aapko agay jakar dikat ho sakta hai.
Aapne toh sunahi hoga ki kai saree blogger chup-chap work karke dher sara paise kamateh hai wo bhi iss trick ke jariye.
fiverr.com ki puri jankari,
Agar aapko blogging me interest & passion hai toh aap bhi un famous blogger ki tarah blog se online paise kama sakte hai bus aapko inn saray method ko follow karna hai.
Blogging Se Paise Kamane Ki Three (3) Practically Proven Methods
Blogging me jitni bhi blogger hai un sab inhi tariko ka use karke paise kamate hai.
lenovo laptop,सबसे अच्छा aur सस्ता laptops,
1. Sponsored Link
Iss method me paid content likh kar earn kiya jata hai. Matlab blog post toh apna hi hota hai lekin usme sponsored link ka use hota hai. Jinko sponsor karwane walay link ko add karne ki paise dete hai aap per post me aapna rate laga kar asani se acche paise kama sakte hai.
Iss method se earn karna bahut he muskil hai kyonki aapke blog par acche traffic aur famous honi chahiye tabhi aapko company sponsor karegi.
affliliate program ki full details in hindi
2. Affiliate Link
Iss method ko use karke bloggers acche profit earn karte hai. Iss method ko use karna bahut hi simple hai bas aapko kisi company ka product ko aapne post par promote karna hai. Jab aapke visitor aapke post ke through product ko buy karte hai toh kuch percent commission aapko milta hai jinse aapko profit hogi.
Affiliate program ki puri jankari,
Aapke pass jitna trusted visitor hoga utna he jyada aapke sell hogi yaniki more sell, toh off course profit bhi jyada hogi.
3. Advertising
Advertisement blogging se earn karne ki famous method lagbhag har blogger iss method ka use karke acchi khasi earn karte hai.
Bas aapko karna kya hai, aapko sirf monetization on karna hai. Ad network me sabse jyada popula Google Adsense hai. Mostly har blogger ka earning source yehi hota.
Chitika ka ad blog me laga ke paise kamaye
Ab aapke maan me sawal uthta hoga ki Google Adsense se earn kaise kare. Isse earn karna bahut hi simple hai jab bhi aapke post me visitor ad ko click karta hai tabhi aapki earning hogi.
2 High Paying Affiliate Programs For Bloggers Given Below
Conclusion
Iss post ko padh ke aapko blogging se earning karne ki acchi source mill gayi hai. Aap inn method ka use karke acchi earning kar sakte hai. Ad display karke paise kamana bahut he famous ha lekin aap affiliate link aur sponsored link ka use karke acchi profit earn kar sakte hai kyonki Adsense per click ke 0.5 - 0.10 $ tak hi dega jahan aap dusre method ka use karke 50 - 1000 $ tak earn kar sakte hai.
Best 3 Affiliate Ads Network,
Agar aapko tips mill gayi hai toh aapke friend ya family ke sath yeh tips ko share karna na bhule. Aapke maan me abhi bhi koi sawal uth raha hai toh aap comment karke hamme puch sakte hai.
Akhir me iss blog ko jarur follow karre taki aapko aisehi useful information milti rahe.
Dhanyabaad...
![]() |
| Blog se paise kamane ki trick |

Blog pe work karke online paise kaise kamaye best trick in hindi,
Reviewed by hindi gayan
on
April 13, 2019
Rating:
Reviewed by hindi gayan
on
April 13, 2019
Rating:

No comments:
Thankyou