Recent Posts

template kaise change kare best website template ki site,

simple website template,template change karne ki puri jankari,
template kaise upload kare,template ko change kyun kare,
template ko seo friendly mobile friendly adsense friendly kaise banaye,
BEST BLOGGER TEMPLATES KI JANKARI,SEO FRIENDLY MOBILE FRIENDLY & ADSENSE FRIENDLY.

template kaise change kare best website template ki site,
template kaise change kare best website template ki site,

Apne blog ko beautiful design and unique look dene ke liye blogger me theme badlna bahut important hai. hum apne blog par mehnat karke bahot achche achche post likhte hai. logo ko samajh aa sake utni easy bhasha me article likhte he. phir bhi hamare blog ko koi like na kare ya web site par visitors na badhe to hum nirash ho jate hai. kyun ki agar itni mehnat karke bhi visitors nahi aaye to dukh jarur hota hai.

 isske liye bas ek hi tarika he apke site ki theme attractive aur simple hona chahiye. aaj hum blogger blog ki template ko change upload kaise kare ki puri jankari sikhenge.
Blogger Blog Ki Template Change Kyun Kare 
Iske bahut se karan hai jaise >
aajkal sabhi log Smartphone Mobile par internet use karte hai. Blogger ne bahut sare template’s de rakhe hai. par wah sab bahut purane hai or mobile friendly bhi nahi hote. 
Bogger ke sabhi Template SEO ( Search Engine Optimization ) Friendly bhi nahi hai. Jiski wajah se apke blog me traffic nahi badega. 
BLOGGER, SEO TIPS AND TRICK TO RANK YOUR NEW BLOG IN HINDI,
Blog ko Website jaise look dene ke liye.
Blog Me New Template Kaise Upload Kar Ke Lagaye 
Agar aap new template lagane ja rahe hai to wo XML File format me honi chahiye kiyu ki Blogger me xml format ka themes support karta hai or iske sath isme me kuchh Feature ka hona jaruri hai jaise >
1. Mobile Friendly 
Aap Mobile Friendly Template use kare. Kiyu ki aajkal sabhi log Smartphone Mobile me net ka use karte hai. Sabko pata hai blog par jayda traffic smartphone se hi aata hai. Agar hamari site mobile par sahi se nahi khulegi to koi bhi dubara open nahi karega. 
2. SEO ( Search Engine Optimization ) Theme :- 
SEO Friendly theme badlne ki jarurat hai. Kyun ki agar blogspot ka SEO Friendly Template hoga to aapka post content search me jyada aayega. or site ranking improve hogi.

3. Fast Loading Theme :- 
Agar aap blogspot me Fast Load hone wala or responsive template lagate hai to traffic kabhi kam nahi hoga. Kiyu ki visitor ko hamesa fata fat load hone wala hi Website or Blog pasand aata hai. 
Blog Ke Liye Template Download Kaise Karte Hai? 
Theme Download karne ke liye aap internet par mojud Website par jakar apni pasand ke free theme Download kar blogger me install kar sakte hai. Me kuchh website ka name bata raha hu jaha se full feature free theme blogger me lagane ke liye download kar sakte hai,

Blogspot Blog Me Template Lagane Ka Tarika >
Iske liye niche diye gaye steps ko follow karna hai. 
Step 1. Sabse pahle apne Blogger Account Login kare. Jis Blog me new template lagana hai us par click kar ke deashboard me jaye. 
Step 2. left side ke menu bar me template par click kare or right side me upar ki taraf Backup/Restor par click kare.

template backup/restor
template backup/restor


Step 3. Backup/Restor par click karne par ek popup window khulega. usme aapko 3 options milenge jaise ki > 

popup window
popup window 

1. Download Full Tempalete >
Iss option par click kar ke aap apne Theme ka Backup le sakte hai. 
“Blog ka Template change karne se pahle Backup jarur le”. Agar kuchh problam ho gayi ya aapko new template pasand nahi aaya to fir se aap Backup Upload kar ke blog par purana loock de sakte hai. 
2. Choose File >
Choose File par click karke aapko jo template lagana hai uski File ko aapne computer me jaha Save kar ke rakha hai waha se salect kar add karna hai. 
3. Upload > 
Jub aap Chose File ke option se file ko salect kar le to Upload par click kar de aapke Blog me file install hona start ho jayega or kuch hi samaye me aapke Blog me Theme change ho jayega.
Blogger Blogspot me Theme kaise change karte hai. Template change karne ki jankari aapko kaisi lagi comment me jarur bataye. Is post ko apne dosto ke sath or facebook par share jarur kare.

template kaise change kare best website template ki site, template kaise change kare best website template ki site, Reviewed by hindi gayan on April 14, 2019 Rating: 5

No comments:

Thankyou

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3)

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3) : व्यवसाय (Branding) बायोटेक क्षेत्र ...

Home Ads

Powered by Blogger.