Recent Posts

url ko change karne ka asan tarika ?

URL kaise change kare,blog ya website ki URL edit kaise kare,
URL ko seo friendly banane ka tarika,blogspot ke post url ko kaise badle, search engine optimization seo ke liye blog post URL customize kar targeting keywords add karna aur extra words ko remove kar short URL banana important hota hai.

url ko change karne ka asan tarika

 Blogger par post publish karte time aap post URL ko custom kar sakte ho aur custom URL set kar sate ho but post publish karne ke bad post link edit karna mushkil hota hai. So aaj main aapko blogspot blog par published post ka URL change kaise kare ke bare me btaunga taki aap apni old post ke URL edit kar unhe seo friendly bana sako.
EMAIL SUBSCRIBE WIDGET AAPNE BLOG ME ADD KARNE KA BEST TARIKA,
Blog post permalink customize karna SEO ke liye most important hai. Blogspot par hume post write karte time custom permalink istemal kar sakte hai aur apni post ko google m top par la sakte hai.
Blogger purane post publish karne ke bad permalink ka option disable oh jata hai or user easily post URL edit nahi kar sakta but ek trick se aap blogger post ka link post publish hone ke bad bhi edit kar sakte ho aur custom URL use kar sakte hai.
TEMPLATE KAISE CHANGE KARE BEST WEBSITE TEMPLATE KI SITE,
Yaha main aapko iske steps screenshot ke sath bta raha hu. Isse aap aasani se blogger par post publish karne ke bad bhi uska URL permalink change kar automatic permalink ki jagah custom permalink istemal kar sakte hai.
First aap blogger.com par jaye aur apni kisi bhi pahle se publish post ke samne Edit option par click kare aur right side sidebar me Permalink par click kare.
URL kaise change kare,
Aap dekhenge ki permalink par click karne se sirf URL show hoga aur Done option aayega but edit karne ya custom permalink ka option nahi aayega. So ab aap ye step follow kare aur pahle se publish ki huyi post ka link edit karna sikhiye.
Step 1: 
First aap blogger.com par jaye aur apni log in ID se log in kare. Uske bad aapko jis blog ki post ka URL edit karna hai wo blog select kare aur Posts par click kar jis post ka URL edit karna hai uske samne Edit par click kare.

url ko change karne ka asan tarika

Step 2:
Ab left side me top par Revert to Draft option par click kare.
URL kaise change kare,

Step 3: 
Aapke “Revert to Draft” button par click karte hi Post settings ke options change ho jayenge. Ab aap easily post permalink ko edit kar sakte ho. 
Post settings par click kare. 
Permalink par click kare. 
Custom Permalink select kare. 
Ab apni post ka URL edit kare. (Aap jo bhi URL update karna chahate hai.) 
URL link edit karne ke bad Done par click kare. 
Finally, sab setting karne ke bad Publish par click kare.

blog ya website ki URL edit kaise kare,
Bas in simple methods ko follow kar aap easily apne blogger ki published post ka permalink URL edit kar custome kar sakte hai aur aapko URL me jo bih update karni hai kar sakte hai. Yaad rahe URL change karne ke bad publish jarur kare warna aapki post draft me save ho jayegi. 
Is tarah se aap blogger par post publish hone ke bad bhi uska URL change kar sakte hai. agar aapko is process me koi problem aaye to aap niche comment section me apne sawal puch sakte hai.





url ko change karne ka asan tarika ? url ko change karne ka asan tarika ? Reviewed by hindi gayan on May 09, 2019 Rating: 5

No comments:

Thankyou

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3)

Kaise Aapne Branding Ko Grow Kare BioTech Company Ki Help Se? जानिये पूरी बात Hindi Me— 2022— (Hindi3) : व्यवसाय (Branding) बायोटेक क्षेत्र ...

Home Ads

Powered by Blogger.